Paras Soni Halla Hua Lyrics:
Halla hua, halla hua, o tera pallu kya uda oye hala ho gaya
Halla hua, halla hua, o tera pallu kya uda oye hala ho gaya.
Hoai tere padye jo kadam toa tabahi ho gayi,
teri hili jo kamar yeh Jahan hil gaya.
O tera pallu kya uda oye hala ho gaya
M Ek toa pehle se chadi, uspar tu jhatke dikhaye,
mera kaabu hataye mera sabar ghataaye,
Na jaye na jaye mujhse toh raha ab, chal aa mere kareeb bhul baki sab.
Ho ho ho ho pakad kalai Tujhe baaho mein bhar lunga,
Baaton hi baton main tere labh chu lunga.
[ Find more Lyrics on http://mp3lyrics.org/Txr4 ]F Kya sooch rakha tuney oye, aasan nahi youn mujhko jhkadna.
Nahi chalega tera chakkar yaha, chal jakey kisi aur ko pakadna.
Bholi na samaj ke Tujhe dil main de dungi,
Bach ke rehna kahi na teri jaan main le lungi.
M Ha haa, jaan kya bhaley mujhe khud koi tu lele
Par mere iss sawal ka jawab tu de de.
Khud mere saath chalegi, ke Tujhe uthake le jaau,
Aisa waisa na tu samajna, tere liye kaisi bhi hade paar kar jau haa.
Halla hua, halla hua, o tera pallu kya uda oye hala ho gaya
Halla hua, halla hua, o tera pallu kya uda oye hala ho gaya.
Hoai tere padye jo kadam toa tabahi ho gayi,
teri hili jo kamar yeh Jahan hil gaya.
O tera pallu kya uda oye hala ho gaya
Lyrics: Halla Hua, Paras Soni [end]