Paras Soni Tere Siva Lyrics:
Tere siva jeena bhi kya, kyon door hai paas aaa.
Chaha hai tujhko, chahte hai tujhko, kyo door hai, paas aaa.
Tere siva jeena bhi kya, kyon door hai paas aaa.
Yeh duniya bhaley kal rahe na rahe, par teri yaadein rahegi hamesha.
Chah kar bhi tujhko bhula na sakenge, tu mere jaan mein basi kuch iss tarah.
Zinda rahenge tujh bin sunn kuch iss tarah,
[ Find more Lyrics on http://mp3lyrics.org/G6CP ]Chalte rahenge par dhadkane hogi yeh bejaan.
Iss aasman mein tujhko dhundte phirenge,
Yeh kali ghataayen kitni bhi jo ghume, ya kitni bhi humpe barsaat gire.
Dil kisi aur se laga na sakenge tujhsa pyaar a mila na milega.
Aaja ab lautkar aey jane bahar, aankehn bhi ab toa taras si gayi hai.
Tere siva jeena bhi kya, kyon door hai paas aaa.
Chaha hai tujhko, chahte hai tujhko, kyo door hai, paas aaa.
Tere siva jeena bhi kya, kyon door hai paas aaa.
Lyrics: Tere Siva, Paras Soni [end]